Font by Mehr Nastaliq Web

संत काव्य پر

quote

smriti aur puran simit buddhivale vyaktiyon ki rachnayen hain aur bhram, truti, pramad, bhed tatha dvesh bhaav se paripurn hain. unke keval kuch ansh jinmen aatma ki vyapakta aur prem ki bhavna vidyaman hai, grhan karne yogya hain, shesh sabka tyaag kar dena chahiye. upnishad aur gita sachche shaastr hain aur raam, krishn, buddh, chaitanya, nanak, kabir aadi sachche avtar hain; kyonki unke hriday akash ke saman vishal the— aur in sabmen shreshth hain ramkrishn. ramanuj, shankar ityadi sankirn hriday vale keval panDit malum hote hain.

  • विषय :
    اور 3 مزید
quote

sant aur bhakt kavi lokmangal ki bhavna se prerit aur lokmangal ki sadhana ke kavi the.

kuch log samajhte hain ki sant kavya keval ashamti aur virodh ka kavya hai. ye santkavya ki adhuri samajh ka parinam hai.

    اور 2 مزید

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए