pratyupkaarii manushya vipatti me.n hii apne kaarya ka phal praapt kartaa hai।

bhuukh-pyaas se is deh ko ta.Dpaanaa nahiin। jyo.n hii bujhne lage, tyonhii ise sa.nbhaalanaa। tere vart-upvaas aur saaj-singaar par dhikkaar। upkaar kar yahii teraa param kartavya-karm hai।

mahaapurusho.n ke prati sadbhaavpuurN upkaar shiighr hii phal detaa hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere