bhuukh-pyaas se is deh ko ta.Dpaanaa nahiin। jyo.n hii bujhne lage, tyonhii ise sa.nbhaalanaa। tere vart-upvaas aur saaj-singaar par dhikkaar। upkaar kar yahii teraa param kartavya-karm hai।

atyaachaar ke shmashaan me.n hii ma.ngal ka, shiv ka, satya-su.ndar sa.ngiit ka shubhaara.mbh hota hai।

wichardharaon aur ichchhawrittiyon ke marmik dwandw ne meri rachna shakti mein aisi nishkriyta paida kar di hai ki madakta mein Dubkar ek pag bhi chalna muhal hai

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere