Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

quote

jab kisi ki ninda ka vichar man mein uthe to janna ki tum bhi usi jvar se grast ho rahe ho. svasth vyakti kabhi kisi ki ninda mein sanlagn nahin hota.

  • विषय : 1
quote

sharir se bimar hi nahin, man se bimar bhi daya ke paatr hai.

sach to ye hai ki aisi yogyata jismen mahan prerna na ho, jismen lok kalyan ke liye tyaag ki bhavna na ho, jismen jan jivan ki antardharaon ko dekhne ki drishti na ho—aisi yogyata nirarthak hai.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए