Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

bhitar itni gahrai ho ki koi tumhari thaah na le sake. athah jinki gahrai hai, agochar unki uunchai ho jati hai.

  • विषय :
    اور 3 مزید
quote

jiivan kii gahraa.ii kii anubhuuti ke kuchh kshaN hii hote hain, varsha.n nahiin। parantu yah kshaN nirantartaa se rahit hone ke kaaraN kam upyogii nahii.n kahe ja sakte।

jivan utna hi uncha ho jata hai, jitna ki gahra ho.

jo uunche to hona chahte hain, lekin gahre nahin, unki asphalta sunishchit hai. gahrai ke adhar par hi uunchai ke shikhar samhalte hai.

gahrai mulya hai, jo ki uncha hone ke liye chukana hi paDta hai.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए