Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

bhagwan ki puja ke liye sabse achchhe pushp hain—shraddha, bhakti, prem, daya, maitri, saralta, sadhuta, samta, satya, kshama aadi daiwi gun swachchh aur pawitra man mandir mein manmohan ki sthapana karke in pushpon se unki puja karo jo in pushpon ko phenk deta hai aur kewal bahari phulon se bhagwan ko pujna chahta hai, uske hriday mein bhagwan aate hi nahin, phir wo puja kiski karega?

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

kaam arthaat vishay-bhogo.n se shraddhaa karo to ve Thagte hain। prem karo to ve haani pahu.nchaate hain। chho.Dnaa chaaho to chhuuTte nahiin। ve kashTaprad shatru hain।

    اور 2 مزید
quote

jo bhakti maarg shraddhaa ke avyav ko chho.Dkar keval prem ko hii lekar chalegaa, dharm se uskaa lagaav na rah jaaygaa।vah ek prakaar se adhuuraa rahegaa।

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

shraddhaa aur prem ke yog ka naam bhakti hai।

shraddhaa aur prem ke yog ka naam bhakti hai।

  • विषय : 1
    اور 1 مزید

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए