'संगतराश, संगतराश, लिए हथौड़ा-छेनी हाथ
बना रहा तू क्या और किसके लिए बता मुझको तत्काल?'
ठीक मुझे है करना काम, करो न झगड़ा मेरे साथ,
इन पाषाणों से बनने को है बंदीघर की दीवाल।”
'संगतराश, संगतराश, बतला तो दे इतनी बात,
किसके चारों ओर घिरेगी इस कारा की छाया क्रूर?'
तुम निश्चिंत रहो धनवान, निर्भय रहे तुम्हारे भ्रात,
नहीं कभी तुम हो सकते हो चोरी करने को मजबूर।
'संगतराश, संगतराश, कौन बहाएगा अविराम
रात-रात भर जाग वहाँ पर नयनों से आँसू की धार?'
संभवत: मेरा ही भ्रात, या जो मुझ-सा करता काम,
हम अपने कंधों पर लेते ऐसे ही कर्मों का भार।
'संगतराश, संगतराश, क्या न जाएगा उसका ध्यान
उन लोगों पर किया जिन्होंने इस कै़दीघर का निर्माण?'
नहीं जठर और उसकी ज्वाल हँसी-दिल्लगी के सामान,
तुम रहने दो कुछ कहने को, हमको है इन सबका ज्ञान।
sangatrash, sangatrash, liye hathauDa chheni haath
bana raha tu kya aur kiske liye bata mujhko tatkal?
theek mujhe hai karna kaam, karo na jhagDa mere saath,
in pashanon se banne ko hai bandighar ki dival. ”
sangatrash, sangatrash, batala to de itni baat,
kiske charon or ghiregi is kara ki chhaya kroor?
tum nishchit raho dhanvan, nirbhay rahe tumhare bhraant,
nahin kabhi tum ho sakte ho chori karne ko majbur.
sangatrash, sangatrash, kaun bahayega aviram
raat raat bhar jaag vahan par naynon se ansu ki dhaar?
sambhavtah mera hi bhraant, ya jo mujh sa karta kaam,
hum apne kandhon par lete aise ho karmon ka bhaar.
sangatrash, kya na jayega uska dhyaan
un logon par kiya jinhonne is kaidighar ka nirman?
nahin jathar aur uski jvaal hansi dillgi ne saman,
tum rahne do kuch bahne ko, hamko hai in sabka gyaan.

स्रोत :
पुस्तक : चौंसठ रूसी कविताएँ (पृष्ठ 118)
रचनाकार : वालेरी ब्रियुसोव
प्रकाशन : राजपाल एंड संस
संस्करण : 1964
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.