युगों के
चक्रव्यूह में
सदियों के सैलाबों में
यह मानव जीवन
बीतता है
दिन-ब-दिन।
प्रयत्नों और साधनों की
गिनती कर-कर
साँसों में
श्वासों में
जी-जीकर
मर-मरकर।
प्रीत से
हविश से
डर-डरकर
रौब से
मनुष्य की अवधि बनी
ज़ुल्मों के
चलने से
भूख के जानवरों से
तलवों की
छाया से।
राह नहीं है आगे
शक्ति के
तौरों से।
युगों की यात्राओं का
संयमियों और सिरफिरों का
सुंदरियों का
नारियों का
सहनशीलों का
आतुरों का
समय ही था
जिसने समय यापित किया
समय को हँसाया है
समय को रुलाया है॥
घोड़ों वाली
खुरजियों में
बैलों वाले
बोरों में
ऊँटों के
कजाबों में
पंड़ितों की
दुकानों में,
समय ही था
समय ही था
कमियों की बारात बना।
समय का व्यवहार था यह
बहुतों के लिए ख़ैरात हुआ॥
जाबरों का
ज़ालिमों का
समय
आज फ़ालतू है।
पंडितों का
विद्वानों का
समय
आज
फ़ालतू है॥
समय ही है
जो आज
समय को नचा रहा
पाखंड कर रहा है
लारें टपका रहा है॥
समय ही है
आज जो समय की लाचारी है
समय ही शिकार स्वयं
समय ही शिकारी है॥
yugon ke
chakrawyuh main
sadiyon ke sailabon mein
ye manaw jiwan
bitta hai
din ba din
pryatnon aur sadhnon ki
ginti kar kar
sanson mein
shwason mein
ji jikar
mar markar
preet se
hawish se
Dar Darkar
raub se
manushya ki awadhi bani
julmon ke
bhookh ke janawron se
talwon ki
chhaya se
rah nahin hai aage
shakti ke
tauron se
yugon ki yatraon ka
sanyamiyon aur siraphiron ka
sundariyon ka
nariyon ka
sahanshilon ka
aturon ka
samay hi tha
jisne samay yapit kiya
samay ko hansaya hai
samay ko rulaya hai॥
ghoDonwali
khurajiyon mein
bailonwale
boron mein
unton ke
kajabon mein
panDiton ki
dukanon mein,
samay hi tha
samay hi tha
kamiyon ki barat bana
samay ka wywahar tha ye
bahuton ke liye khairat hua॥
jabron ka
zalimon ka
samay
aj faltu hai
panDiton ka
widwanon ka
samay
aj
faltu hai॥
samay hi hai
jo aaj
samay ko nacha raha
pakhanD kar raha hai
laren tapka raha hai॥
samay hi hai
aj jo samay ki lachari hai
samay hi shikar swayan
samay hi shikari hai॥
yugon ke
chakrawyuh main
sadiyon ke sailabon mein
ye manaw jiwan
bitta hai
din ba din
pryatnon aur sadhnon ki
ginti kar kar
sanson mein
shwason mein
ji jikar
mar markar
preet se
hawish se
Dar Darkar
raub se
manushya ki awadhi bani
julmon ke
bhookh ke janawron se
talwon ki
chhaya se
rah nahin hai aage
shakti ke
tauron se
yugon ki yatraon ka
sanyamiyon aur siraphiron ka
sundariyon ka
nariyon ka
sahanshilon ka
aturon ka
samay hi tha
jisne samay yapit kiya
samay ko hansaya hai
samay ko rulaya hai॥
ghoDonwali
khurajiyon mein
bailonwale
boron mein
unton ke
kajabon mein
panDiton ki
dukanon mein,
samay hi tha
samay hi tha
kamiyon ki barat bana
samay ka wywahar tha ye
bahuton ke liye khairat hua॥
jabron ka
zalimon ka
samay
aj faltu hai
panDiton ka
widwanon ka
samay
aj
faltu hai॥
samay hi hai
jo aaj
samay ko nacha raha
pakhanD kar raha hai
laren tapka raha hai॥
samay hi hai
aj jo samay ki lachari hai
samay hi shikar swayan
samay hi shikari hai॥
स्रोत :
पुस्तक : आधुनिक डोगरी कविता चयनिका (पृष्ठ 135)
संपादक : ओम गोस्वामी
रचनाकार : केहरि सिंह मधुकर
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
संस्करण : 2006
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.