ek gussaa tha ruke hu.e paanii kii tarah jiske nikalne kii ko.ii raah nahii.n thii, isli.e jahaa.n vah rukaa hu.a tha, un diivaaro.n ko hii chaaT rahaa tha।

sendh lagaate pak.Daa gayaa chor bhii yahii kahta hai ki vah diivaar me.n chhed karnaa siikh rahaa tha।

ek aisi jel mein rahna behtar tha, jahan aap divaron ko peet sakte the; bajay ek aisi jel mein rahne ke, jahan aap dekh nahin sakte the.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere