bharat jaise desh mein gharib ya berozgar hona baDi baat nahin. tabhi jab koi lekhnidhari nagarik apni vipannata ke atmadyapurn vivran pesh karta hai to mujhe lagta hai ki wo apratyaksh roop se un sabka apman kar raha hai jo usse bhi kaDe abhavon ko jhel rahe hain par uski tarah aatm prakashan nahin kar pa rahe hain.

jis sashakt manushya ko apni puri shakti aur apne pure samay ka upyog karne bhar ko kaam mil jata hai use wo kaam karne se rokna charkhe ka uddeshya nahi hai.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere