Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

svar ka giit miiThaa hai sahii, kintu hriday ka giit hii to i.ishvar kii sachchii aavaaz hai।

  • विषय : 1
    اور 4 مزید
quote

jisme.n tej hai, vahii balvaan hai! sthuul vyaktiyo.n ka kyaa vishvaas?

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

mera kaam itna hai ki un logon ko samajhne ki koshish karna jo kisi cheez mein vishvas karte hain. apne aap mein ye ek baDa kaam hai. un logon ko dekhte hue main ye gahrai tak mahsus karta hoon ki main bhi kisi cheez mein vishvas kar sakta hoon, balki un logon ke saath ek juDav mahsus karta hoon.

giitaa mere li.e puurN paryaapt hai, kyonki vah na keval un muul siddhaanto.n ke anuruup hai, balki yah bhii bataatii hai ki har qiimat par hame.n un par kin kaarNo.n se jame rahnaa chaahi.e।

giitaa me.n gyaan kii mahimaa gaayii gayii hai। phir bhii giitaa buddhigamya nahii.n hai, vah hridaygamya hai। isli.e vah ashraddhaalu manushya ke li.e nahii.n hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए