Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

ardhanaariishvar keval isii baat ka pratiik nahii.n hai ki naarii aur nar jab tak alag hai.n tab tak dono.n adhuure hain, balki is baat ka bhii ki jis purush me.n naariitv nahiin, vah adhuuraa hai eva.n jis naarii me.n purushatv nahiin, vah bhii apuurN hai।

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

satya kii jigyaasaa rishitv ka pratham aur antim lakshaN hai। satya ka saakshaat darshan jise ho, vah rishi hai।

madhur dayaa aabhijaatya ka sachchaa chihn hai।

madhur dayaa aabhijaatya ka sachchaa chihn hai।

  • विषय : 1
quote

mahaapurush apne yug ka pratiik hai aur samsaamayik shaktiyo.n ka naabhibindu hotaa hai।

ham pratiik hai.n aur prtiiko.n ka nishedh karte hain।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए