Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

tang mazahbo.n me.n siimit na ho jaa.o। raashTriiyata ko sthaan do। bhraatritv, maanavta tathaa aadhyaatmikta ko sthaan do। dvait-bhaavnaa kii malin drishTi ko tyaag do- tum bhii raho, mai.n bhii rahuu.n।

  • विषय :
    اور 3 مزید
quote

watsalya, abhaydan ki prtigya, aart dukha niwaran, udarta, pap ke winash aur asankhya kalyan padon ki prapti karane ke karan sabhi lokon ke liye lakshmipati narayan hi sewya hain is wishay mein prahlad, wibhishan, gajendr, draupadi, ahalya aur dhruw ye sabhi sakshi hain

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

bhaaratiiy itihaas atyant durgam hai। iskaa shodh keval itihaas ka vivechan nahii.n hai, vah manushya kii samast vaasnaa.o.n aur apuurNtaa tathaa puurNtaa.o.n ke kramik vikaas ka adhyayan hai, jo baahya ruup me.n sabhyata hai or aantrik ruup me.n adhyaatm kii unnati hai

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए