main gadya ke naam par atishbazi nahin karta, bina kisi banavat ke sidhe sidhe apni baat karta hoon.

sadharan bhi chamatkari ho sakta hai.
sadharan bhi chamatkari ho sakta hai.
jo baat sahj hai, usmen vikshobh nahin hai, prayas nahin hai, shranti bhi nahin hai. wo param vishram hai.

prkriti ke kramik vikas ke niyam ka koi mukabla nahin hai, aur chahe chamatkar hamein shuruat mein kitna bhi akarshit karen, ve aam taur par apni prarambhik kshamata ko pura karne mein viphal rahte hain.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere