miDiya ka ye adhunik unmaad nirasta par bhishan hamla hai, kyonki, hamein iimandari ke saath svikar karna chahiye ki zayadatar logon ke jivan aise hain, jinka asani—se anuman lagaya ja sakta hai.

miDiya hamare dimagh mein jo tasvir taiyar karta rahta hai, wo nirantar un ghatnaon ke viprit hoti hai, jo apada ki ghaDiyon mein ghatit hoti hai.

jis tarah paranubhuti vishisht ko kendr mein lakar hamein gumrah karti hai, usi tarah samachar asamanya ko kendr mein lakar hamein chhalta hai.

adhunik hindi ke nirman mein patrakarita ka mahattvpurn yogadan raha hai, par aaj patrakarita hindi ko pratidin kshat vikshat karne ki muhim ban gai hai.

किसी न किसी तरह बुरी ख़बरें, चाहे वह कोलाहल में दबी हों या गूँजों में खोई हुई—फिर भी अपना रास्ता बनाकर अंततः सुनाई दे ही जाती है।
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere