sau mein bole jhooth jo, sava sau subah shaam.
asli neta hai vahi, baki ka kya kaam॥

sach se fursat hai nahin, kaise bole jhooth.
uski dukan jhooth ki, dhandha hai mat rooth॥

jhooth jhooth hai sach nahin, sach se jinda jhooth.
mite jhooth jab sach hate, jaise jal kar thoonth.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere