Font by Mehr Nastaliq Web

क्रांतिकारी پر

quote

lekhak—jo koi bhi sahi arth mein adhunik hai aur buddhijivi hai, use apne jivan aur apne samaj ke har morche par puri sachai, puri iimandari ke saath pakshadhar hokar, krantikari hokar, apne varg, apne samuh, apne julus ka mukhpatr, pravakta hokar samne aana hoga—use akhiri qatar mein sir jhukaye hue khaDe rahna nahin hoga.

krantikari krantiyan nahin karte hain. krantikari ve hote hain jo jante hain ki taqat kab galiyon mein giri hoti hai aur phir ve ise utha sakte hain.

  • विषय :
quote

jo vyakti apni kaya palat kar sakta hai, vahi krantikari hai.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए