karm sahi to sab sahi, patri par hai rel.
bura bhala koi nahin, qudrat ka sab khel॥

chhoD burai nek ban, paap kare shaitan.
svarg nark sab karm se, tere hain insaan॥

maans jala haDDi bachi, raakh bachi shamshan.
bhool ge apne sabhi, karm bachi pahchan॥

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere