तेरे सुंदर शब्दों, या तेरी अभिव्यक्ति का क्या कहना
कहावतें हों या फिर तेरे मुहावरों का, क्या कहना!
कविता के सोपानों पर हम, जब तक चाहें चढ़ते जाएँ
डूब ही जाना हो तो इसके भंवरों का ही, क्या कहना!
देश नहीं, विदेशों में भी छा जाएगी, देखना तुम
कश्मीर से लेकर केरल तक यह आ जाएगी, देखना तुम!
हर देश में इसके सीखने वालों की होगी तब होड़ ऐसी
हिंदी भी इक दिन विश्व भाषा कहलाएगी, देखना तुम!
स्त्री अपने (लावण्य के) बल पर बड़े-बड़े महाराजाओं को वश में कर लेती है। इतने पर भी इस प्रकार की सबला (स्त्री) को अबला कहना, (और असावधान रहना) अज्ञानियों का काम है।
desh ka parcham phir ek din lahrayega, hum dekhenge
apni bhasha sang hind vishv par chhayega, hum dekhenge
tez se iske deept prabhavit sab honge, hum dekhenge
har deshavasi jab hindi par itrayega, hum dekhenge!
tere sundar shabdon, ya teri abhivyakti ka kya kahna
kahavten hon ya phir tere muhavron ka, kya kahna!
kavita ke sopanon par hum, jab tak chahen chaDhte jayen
Doob hi jana ho to iske bhanvron ka hi, kya kahna!
desh nahin, videshon mein bhi chha jayegi, dekhana tum
kashmir se lekar keral tak ye aa jayegi, dekhana tum!
har desh mein iske sikhne valon ki hogi tab hoD aisi
hindi bhi ik din vishv bhasha kahlayegi, dekhana tum!

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
OKAY
About this sher
Close
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.
OKAY
You have remaining out of free content pages.Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.
join rekhta family!
You have exhausted your 5 free content pages. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.