बहुत समय पहले की बात है। मंडला क्षेत्र में एक राज्य था जहाँ का राजा बहुत दुष्ट प्रकृति का था। उसे हर समय इस बात की चिंता रहती थी कि उससे कहीं कोई उसका राज्य न छीन ले। इसीलिए वह अपने राज्य में एक भी साहसी और निडर व्यक्ति को रहने नहीं देना चाहता था। एक दिन राजा को एक ऐसे लड़के का पता चला जो उसके राज्य में रहता था और चिड़ियाँ पकड़कर बेचता था। चिड़ियाँ पकड़ने के लिए उसे जंगल में जाना पड़ता था। राजा को लगा कि वह लड़का निडर है, साहसी है अत: एक दिन संकट का कारण बन सकता है।
राजा ने उस ग़रीब लड़के को बुलाया और उसे आदेश दिया।
‘तुम मेरे लिए सोने की चिड़िया पकड़कर लाओ अन्यथा मैं तुम्हें मरवा दूँगा।’
लड़के ने आदेश सुना और अपने घर लौट आया। घर पर उसकी माँ के सिवा उसका और कोई नहीं था। माँ ने अपने बेटे को उदास देखा तो कारण पूछा। लड़के ने राजा के आदेश के बारे में बताया।
‘तुम चिंता मत करो! तुम साहसी हो, ढूँढ़ने निकलोगे तो सोने की चिड़िया तुम्हें अवश्य मिलेगी।’ माँ ने उसे समझाया।
माँ से विदा लेकर लड़का जंगल की ओर चल पड़ा। कुछ दूर जाने पर उसे कठफोड़वा दिखाई दिया। उसकी चोंच एक पेड़ के तने में फँस गई थी और वह अपनी चोंच निकालने को छटपटा रहा था। लड़के को उसकी दशा देखकर दया आई। उसने पास जाकर कठफोड़वे की चोंच निकाल दी। कठफोड़वे की जान में जान आई। वह बहुत ख़ुश हुआ।
‘तुमने मेरे प्राण बचाए हैं अतः अब तुम मेरी बेटी से विवाह करके मुझे ऋण उतारने का अवसर दो।’ कठफोड़वे ने कहा।
लड़के ने मना किया किंतु कठफोड़वे के अनुनय-विनय के सामने उसे झुकना पड़ा। उसने कठफोड़वे की बेटी के साथ विवाह किया और कुछ दिन उसके साथ व्यतीत करके आगे चल पड़ा।
आगे जाने पर उसे एक जंगली सुअर दिखाई दिया जो दलदल में फँस गया था और निकल नहीं पा रहा था। लड़के ने उसे बचाने के लिए पेड़ की लताओं का रस्सा बनाया और सुअर की ओर फेंक दिया। सुअर लताओं का रस्सा पकड़कर दलदल से बाहर निकल आया।
‘तुमने मेरे प्राण बचाए हैं अत: अब तुम मेरी बेटी से विवाह करके मुझे ऋण उतारने का अवसर दो।’ सुअर ने कहा।
लड़के ने मना किया किंतु सुअर के अनुनय-विनय के सामने उसे झुकना पड़ा। उसने सुअर की बेटी के साथ विवाह किया और कुछ दिन उसके साथ व्यतीत करके आगे चल पड़ा।
और घने जंगल में पहुचने पर उसे एक राक्षस दिखाई पड़ा जो पीड़ा से कराह रहा था।
‘तुम कराह क्यों रहे हो? तुम्हें क्या कष्ट हैं?” लड़के ने राक्षस से पूछा।
‘मैंने अभी एक हिरण मारकर खाया था। उस हिरण की कोई हड्डी मेरे दाँतों में फँस गई हैं जिसके कारण बहुत पीड़ा हो रही है। मैंने बहुत प्रयास किया लेकिन वह हड्डी निकल ही नहीं रही है। यदि वह हड्डी नहीं निकली तो मैं थोड़ी देर में मर जाऊँगा।’ राक्षस ने कराहते हुए कहा।
‘चिंता मत करो, अपना पूरा मुँह खोलो!’ लड़के ने कहा और राक्षस के पूरा मुँह खोलते ही लपक कर उसके मुँह में जा घुसा। फिर उसने दाँतों में फँसी हड्डी निकाली और वैसे ही लपक कर बाहर आ गया।
‘तुमने मेरे प्राण बचाए हैं अत: अब तुम मेरी बेटी से विवाह करके मुझे ऋण उतारने का अवसर दो।’ राक्षस ने कहा।
लड़के ने मना किया किंतु राक्षस के अनुनय-विनय के सामने उसे झुकना पड़ा। उसने राक्षस की बेटी के साथ विवाह किया और कुछ दिन उसके साथ व्यतीत करने के बाद आगे जाने की अनुमति माँगी। इस पर राक्षस ने उसे उस स्थान का पता बता दिया जहाँ उसे सोने की चिड़िया मिल सकती थी।
‘मैं भी तुम्हारे साथ चलूँगा।’ राक्षस ने कहा। इसके बाद दोनों चलते-चलते एक बड़े तालाब के किनारे पहुँचे।
‘वो देखो, तालाब के उस पार जो खजूर का पेड़ दिखाई दे रहा है उस पर एक पिंजरा लटक रहा है। उस पिंजरे में सोने की चिड़िया है।’ राक्षस ने तालाब के उस पार संकेत करते हुए कहा।
‘लेकिन मैं उस पार कैसे जाऊँ?’ लड़के ने पूछा।
‘मैं अभी व्यवस्था किए देता हूँ।’ कहते हुए राक्षस ने तालाब का पूरा पानी पी लिया। तालाब सूख गया। लड़का दौड़कर उस पार गया और खजूर के पेड़ पर चढ़कर उस पर लटकता हुआ पिंजरा उतार कर ले आया। लड़के के वापस आते ही राक्षस ने तालाब का जो पानी पी रखा था उसे कुल्ला कर दिया जिससे तालाब फिर से भर गया। इसके बाद दोनों वापस आ गए। पिंजरे में एक नहीं दो सोने की चिड़ियाँ थीं।
घर पहुँचकर राक्षस ने कहा कि अब तुम अपनी पत्नी को अपने साथ लेते जाओ और आवश्यकता पड़ने पर सोने की चिड़िया से कहना तो वो मुझे संदेश दे देगी। लड़के ने देखा कि उसकी पत्नी राक्षस की राक्षसी बेटी से सुंदर युवती में बदल चुकी थी। उसने अपनी पत्नी को साथ लिया और घर की ओर चल पड़ा। रास्ते में उसे सुअर मिला।
‘अब तुम अपनी पत्नी को अपने साथ लेते जाओ और आवश्यकता पड़ने पर सोने की चिड़िया से कहना तो वो मुझे संदेश दे देगी।’ सुअर ने कहा।
लड़के ने देखा कि उसकी पत्नी सुअर की सुअरी बेटी से सुंदर युवती में बदल चुकी थी। उसने अपनी पत्नी को साथ लिया और घर की ओर चल पड़ा। रास्ते में उसे कठफोड़वा मिला।
‘अब तुम अपनी पत्नी को अपने साथ लेते जाओ और आवश्यकता पड़ने पर सोने की चिड़िया से कहना तो वो मुझे संदेश दे देगी।’ कठफोड़वे ने कहा। लड़के ने देखा कि उसकी पत्नी कठफोड़वे की कठफोड़वी बेटी से सुंदर युवती में बदल चुकी थी। उसने अपनी पत्नी को साथ लिया और घर की ओर चल पड़ा।
लड़का जब अपनी तीनों पत्नियों सहित अपने घर पहुँचा तो उसकी माँ बहुत प्रसन्न हुई।
‘अब तुम राजा को सोने की चिड़िया देकर पिंड छुड़ाओ।’ माँ ने कहा, ‘लेकिन एक चिड़िया देना, दोनों मत देना।’
लड़का राजा के पास पहुँचा। उसने राजा को सोने की एक चिड़िया दे दी।
चिड़िया पाकर राजा और अधिक भयभीत हो उठा। उसे लगा कि इस लड़के को हर हाल में मरवा देना चाहिए वरना एक न एक दिन यह मुझसे मेरा राज्य छीन लेगा। यह सोचकर उसने लड़के को फिर बुलाया।
‘मैंने तुमसे सोने की चिड़िया का जोड़ा लाने को कहा था लेकिन तुम एक ही चिड़िया लाए। यदि तुम दूसरी चिड़िया नहीं लाए तो आज से तीसवें दिन मैं तुम्हें मरवा दूँगा।’ राजा ने धमकी देते हुए कहा।
लड़का जानता था कि राजा झूठ बोल रहा है। उसने एक चिड़िया लाने को कहा था, दो नहीं। मगर मरता क्या न करता। वह चुपचाप घर लौट आया। घर लौटकर उसने अपनी माँ को राजा का नया आदेश बताया।
‘तुम उन्तीस दिन आराम से घर में रहो और अपनी पत्नियों की देख-भाल करो फिर तीसवें दिन जाकर ये दूसरी चिड़िया राजा को दे आना।’ माँ ने लड़के को समझाया, ‘और यदि राजा इस बार कोई नया आदेश दे और उसे पूरा न कर पाने पर तुम्हें मारने की धमकी दे तो उससे कहना कि यदि तुम पूरा न कर पाओं तो वह तुम्हें मार दे किंतु यदि तुमने उसका आदेश पूरा कर दिखाया तो तुम उसे मार डालोगे।’
लड़के ने वैसा ही किया। तीसवें दिन वह राजा के पास पहुँचा और उसने राजा के पास जाकर उसे दूसरी सोने की चिड़िया दे दी। दूसरी चिड़िया पाकर राजा लड़के को मारने को उतावला हो उठा।
‘तुम बहुत साहसी और परिश्रमी हो। यदि तुम मेरे लिए कल परसों सुबह तक एक तालाब खोद कर उसे पानी से भर दो तो मैं तुम्हें मुँहमाँगा ईनाम दूँगा अन्यथा अपनी तलवार से तुम्हारा गला काट दूँगा।’ राजा ने कहा।
‘ठीक है महाराज! मैं आपके आदेशानुसार परसों सुबह तक एक तालाब खोद कर उसमें पानी भर दूँगा। यदि मैं ऐसा नहीं कर सका तो आप मेरा गला अपनी तलवार से काट दीजिएगा। किंतु यदि मैंने ऐसा कर दिया तो मैं आपकी ही तलवार से आपका गला काट दूँगा।’ लड़के ने साहस करके राजा से कहा।
‘ठीक है। मुझे स्वीकार है।’ राजा मान गया। उसे पूरा विश्वास था कि लड़का दो दिन में तालाब खोद कर उसमें पानी नहीं भर सकता है।
लड़का राजा से मिलकर वापस लौट रहा था तो उसने देखा कि राजा के सेवक सोने की चिड़ियों को दाना चुगा रहे हैं।
‘ओ सोने की चिड़ियों! मुझे कठफोड़वा, सुअर और राक्षस की सहायता चाहिए।’ लड़के ने चिड़ियों की ओर देखकर चिल्ला कर कहा और अपने घर लौट गया।
सोने की चिड़ियाँ राजा के सेवकों को मूर्छित करके उड़ चलीं। उन्होंने कठफोड़वा, सुअर और राक्षस को संदेश दे दिया। तीनों संदेश पाकर आ गए। उन्होंने लड़के से राजा के आदेश के बारे में जानकारी ली और काम में जुट गए। कठफोड़वे ने अपने साथियों सहित मिट्टी खोद डाली और तालाब बना दिया। सुअर ने अपने साथियों सहित सुरंग खोद कर राजा के महल के तालाब से जोड़ दिया जिससे महल के तालाब का पानी नए तालाब में आ गया।
लड़का राजा के पास पहुँचा।
‘चल कर देख लीजिए। मैंने आपके आदेश के अनुरूप तालाब बनाकर उसमें पानी भर दिया है।’ लड़के ने राजा से कहा।
राजा ने सोचा कि अब तो इस लड़के तत्काल मारना होगा वरना ये मुझे मार डालेगा। राजा ने अपनी सेना बुला ली और लड़के को मारने के लिए तलवार उठाकर बढ़ा। उसी समय राक्षस आ गया। उसने एक फूँक मारकर राजा की सारी सेना को उड़ा दिया। लड़के ने राजा से तलवार छीन ली और उसे मार दिया।
दुष्ट राजा के मरने पर प्रजा बहुत प्रसन्न हुई। प्रजा ने लड़के को राजा बना दिया। लड़के ने सोने की चिड़ियों को स्वतंत्र कर दिया। फिर वह अपनी माँ और तीनों पलियों सहित आकर महल में रहने लगा और न्यायपूर्वक राज्य करने लगा।
bahut samay pahle ki baat hai. manDla kshetr mein ek rajya tha jahan ka raja bahut dusht prkriti ka tha. use har samay is baat ki chinta rahti thi ki usse kahin koi uska rajya na chheen le. isiliye wo apne rajya mein ek bhi sahasi aur niDar vyakti ko rahne nahin dena chahta tha. ek din raja ko ek aise laDke ka pata chala jo uske rajya mein rahta tha aur chiDiyan pakaDkar bechta tha. chiDiyan pakaDne ke liye use jangal mein jana paDta tha. raja ko laga ki wo laDka niDar hai, sahasi hai atah ek din sankat ka karan ban sakta hai.
raja ne us gharib laDke ko bulaya aur use adesh diya.
‘tum mere liye sone ki chiDiya pakaDkar lao anyatha main tumhein marva dunga. ’
laDke ne adesh suna aur apne ghar laut aaya. ghar par uski maan ke siva uska aur koi nahin tha. maan ne apne bete ko udaas dekha to karan puchha. laDke ne raja ke adesh ke bare mein bataya.
‘tum chinta mat karo! tum sahasi ho, DhunDhane nikaloge to sone ki chiDiya tumhein avashya milegi. ’ maan ne use samjhaya.
maan se vida lekar laDka jangal ki or chal paDa. kuch door jane par use kathphoDva dikhai diya. uski chonch ek peD ke tane mein phans gai thi aur wo apni chonch nikalne ko chhatapta raha tha. laDke ko usi dasha dekhkar daya aai. usne paas jakar kathphoDve ki chonch nikal di. kathphoDve ki jaan mein jaan aai. wo bahut khush hua.
‘tumne mere praan bachaye hain atः ab tum meri beti se vivah karke mujhe rin utarne ka avsar do. ’ kathphoDve ne kaha.
laDke ne mana kiya kintu kathphoDve ke anunay vinay ke samne use jhukna paDa. usne kathphoDve ki beti ke saath vivah kiya aur kuch din uske saath vyatit karke aage chal paDa.
aage jane par use ek jangli suar dikhai diya jo daldal mein phans gaya tha aur nikal nahin pa raha tha. laDne use bachane ke liye peD ki lataon ka rassa banaya aur suar ki or phenk diya. suar lataon ka rassa pakaDkar daldal se bahar nikal aaya.
‘tumne mere praan bachaye hain atah ab tum meri beti se vivah karke mujhe rin utarne ka avsar do. ’ suar ne kaha.
laDke ne mana kiya kintu suar ke anunay vinay ke samne use jhukna paDa. usne suar ki beti ke saath vivah kiya aur kuch din uske saath vyatit karke aage chal paDa.
aur ghane jangal mein pahuchne par use ek rakshas dikhai paDa jo piDa se karah raha tha.
‘tum karah kyon rahe ho? tumhein kya kasht hain?” laDke ne rakshas se puchha.
‘mainne abhi ek hiran markar khaya tha. us hiran ki koi haDDi mere danton mein phans gai hain jiske karan bahut piDa ho rahi hai. mainne bahut prayas kiya lekin wo haDDi nikal hi nahin rahi hai. yadi wo haDDi nahin nikli to main theDi der mein mar jaunga. ’ rakshas ne karahte hue kaha.
‘chinta mat karo, apna pura munh kholo!’ laDke ne kaha aur rakshas ke pura munh kholte hi lapak kar uske munh mein ja ghusa. phir usne danton mein phansi haDDi nikali aur vaise hi lapak kar bahar aa gaya.

laDke ne mana kiya kintu suar ke anunay vinay ke samne use jhukna paDa. usne suar ki beti ke saath vivah kiya aur kuch din uske saath vyatit karne ke baad aage jane ki anumti mangi. is par rakshas ne use us sthaan ka pata bata diya jahan use sone ki chiDiya mil sakti thi.
‘main bhi tumhare saath chalunga. ’ rakshas ne kaha. iske baad donon chalte chalte ek baDe talab ke kinare pahunche.
‘vo dekho, talab ke us paar jo khajur ka peD dikhai de raha hai us par ek pinjra latak raha hai. us pinjre mein sone ki chiDiya hai. ’ rakshas ne talab ke us paar sanket karte hue kaha.
‘lekin main us paar kaise jaun?’ laDke ne puchha.
‘main abhi vyavastha kiye deta hoon. ’ kahte hue rakshas ne talab ka pura pani pi liya. talab sookh gaya. laDka dauDkar us paar gaya aur khajur ke peD par chaDhkar us par latakta hua pinjra utaar kar le aaya. laDke ke vapas aate hi rakshas ne talab ka jo pani pi rakha tha use kulla kar diya jisse talab phir se bhar gaya. iske baad donon vapas aa ge. pinjre mein ek nahin do sone ki chiDiyan theen.
ghar pahunchakar rakshas ne kaha ki ab tum apni patni ko apne saath lete jao aur avashyakta paDne par sone ki chiDiya se kahna to wo mujhe sandesh de degi. laDke ne dekha ki uski patni rakshas ki rakshsi beti se sundar yuvati mein badal chuki thi. usne apni patni ko saath liya aur ghar ki or chal paDa. raste mein use suar mila.
‘ab tum apni patni ko apne saath lete jao aur avashyakta paDne par sone ki chiDiya se kahna to wo mujhe sandesh de degi. ’ suar ne kaha.
laDke ne dekha ki uski patni suar ki suari beti se sundar yuvati mein badal chuki thi. usne apni patni ko saath liya aur ghar ki or chal paDa. raste mein use kathphoDva mila.
‘ab tum apni patni ko apne saath lete jao aur avashyakta paDne par sone ki chiDiya se kahna to wo mujhe sandesh de degi. ’ kathphoDve ne kaha. laDke ne dekha ki uski patni kathphoDve ki kathphoDvi beti se sundar yuvati mein badal chuki thi. usne apni patni ko saath liya aur ghar ki or chal paDa.
laDka jab apni tinon patniyon sahit apne ghar pahuncha to uski maan bahut prasann hui.
‘ab tum raja ko sone ki chiDiya dekar pinD chhuDao. ’ maan ne kaha, ‘lekin ek chiDiya dena, donon mat dena. ’
laDka raja ke paas pahuncha. usne raja ko sone ki ek chiDiya de di.
chiDiya pakar raja aur adhik bhaybhit ho utha. use laga ki is laDke ko har haal mein marva dena chahiye varna ek na ek din ye mujhse mera rajya chheen lega. ye sochkar usne laDke ko phir bulaya.
‘mainne tumse sone ki chiDiya ka joDa lane ko kaha tha lekin tum ek hi chiDiya laye. yadi tum dusri chiDiya nahin laye to aaj se tisven din main tumhein marva dunga. ’ raja ne dhamki dete hue kaha.
laDka janta tha ki raja jhooth bol raha hai. usne ek chiDiya lane ko kaha tha, do nahin. magar marta kya na karta. wo chupchap ghar laut aaya. ghar lautkar usne apni maan ko raja ka naya adesh bataya.
‘tum untis din aram ye ghar mein raho aur apni paliyon ki dekh bhaal karo phir tisven din jakar ye dusri chiDiya raja ko de aana. ’ maan ne laDke ko samjhaya, ‘aur yadi raja is baar koi naya adesh de aur use pura na kar pane par tumhein marne ki dhamki de to usse kahna ki yadi tum pura na kar paon to wo tumhein maar de kintu yadi tumne uska adesh pura kar dikhaya to tum use maar Daloge. ’
laDke ne vaisa hi kiya. tisven din wo raja ke paas pahuncha aur usne raja ke paas jakar use dusri sone ki chiDiya de di. dusri chiDiya pakar raja laDke ko marne ko utavla ho utha.
‘tum bahut sahasi aur parishrami ho. yadi tum mere liye kal parson subah tak ek talab khod kar use pani se bhar do to main tumhein munhmanga iinam dunga anyatha apni talvar se tumhara gala kaat dunga. ’ raja ne kaha.
‘theek hai maharaj! main aapke adeshanusar parson subah tak ek talab khod kar usmen pani bhar dunga. yadi main aisa nahin kar saka to aap mera gala apni talvar se kaat dijiyega. kintu yadi mainne aisa kar diya to main apaki hi talvar se aapka gala kaat dunga. ’ laDke ne sahas karke raja se kaha.
‘theek hai. mujhe svikar hai. ’ raja maan gaya. use pura vishvas tha ki laDka do din mein talab khod kar usmen pani nahin bhar sakta hai.
laDka raja se milkar vapas laut raha tha to usne dekha ki raja ke sevak sone ki chiDiyon ko dana chuga rahe hain.
‘o sone ki chiDiyon! mujhe kathphoDva, suar aur rakshas ki sahayata chahiye. ’ laDke ne chiDiyon ki or dekhkar chilla kar kaha aur apne ghar laut gaya.
sone ki chiDiyan raja ke sevkon ko murchhit karke uD chalin. unhonne kathphoDva, suar aur rakshas ko sandesh de diya. tinon sandesh pakar aa ge. unhonne laDke se raja ke adesh ke bare mein jankari li aur kaam mein jut ge. kathphoDve ne apne sathiyon sahit mitti khod Dali aur talab bana diya. suar ne apne sathiyon sahit surang khod kar raja ke mahl ke talab se joD diya jisse mahl ke talab ka pani ne talab mein aa gaya.
laDka raja ke paas pahuncha.
‘chal kar dekh lijiye. mainne aapke adesh ke anurup talab banakar usmen pani bhar diya hai. ’ laDke ne raja se kaha.
raja ne socha ki ab to is laDke tatkal marana hoga varna ye mujhe maar Dalega. raja ne apni sena bula li aur laDke ko marne ke liye talvar uthakar baDha. usi samay rakshas aa gaya. usne ek phoonk markar raja ki sari sena ko uDa diya. laDke ne raja se talvar chheen li aur use maar diya.
dusht raja ke marne par praja bahut prasann hui. praja ne laDke ko raja bana diya. laDke ne sone ki chiDiyon ko svtantr kar diya. phir wo apni maan aur tinon paliyon sahit aakar mahl mein rahne laga aur nyaypurvak rajya karne laga. bahut samay pahle ki baat hai. manDla kshetr mein ek rajya tha jahan ka raja bahut dusht prkriti ka tha. use har samay is baat ki chinta rahti thi ki usse kahin koi uska rajya na chheen le. isiliye wo apne rajya mein ek bhi sahasi aur niDar vyakti ko rahne nahin dena chahta tha. ek din raja ko ek aise laDke ka pata chala jo uske rajya mein rahta tha aur chiDiyan pakaDkar bechta tha. chiDiyan pakaDne ke liye use jangal mein jana paDta tha. raja ko laga ki wo laDka niDar hai, sahasi hai atah ek din sankat ka karan ban sakta hai.

‘chinta mat karo, apna pura munnh kholo!’ laDke ne kaha aur rakshas ke pura munh kholte hi lapak kar uske munh mein ja ghusa. phir usne danton mein phansi haDDi nikali aur vaise hi lapak kar bahar aa gaya.

dusht raja ke marne par praja bahut prasann hui. praja ne laDke ko raja bana diya. laDke ne sone ki chiDiyon ko svtantr kar diya. phir wo apni maan aur tinon paliyon sahit aakar mahl mein rahne laga aur nyaypurvak rajya karne laga.

स्रोत :
पुस्तक : भारत के आदिवासी क्षेत्रों की लोककथाएं (पृष्ठ 213)
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
OKAY
About this sher
Close
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.
OKAY
You have remaining out of free content pages.Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.
join rekhta family!
You have exhausted your 5 free content pages. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.