sahitya apne kaal ka pratibimb hota hai. jo bhaav aur vichar logon ke hridyon ko spandit karte hain, vahi sahitya par bhi apni chhaya Dalte hain.

bindu ki phailti hui writtatmakta hi paridhi hai

koi nahin janta ki aadim parkash ka wo pratham, beej jyoti kan ya samay ka wo pratham beej kshan itne gannatit warshon ke beet jane par bhi mahajroti ya mahakal tak pahuncha hai ki nahin

उस परा-शून्य में आकार-प्रकार के सारे शून्य विलीन होकर केवल ‘महत्’ हो जाते हैं।
एक दिन जब मूल-बीज निष्क्रिय हो जाता है; तब ऐसी वृत्तहीनता आ जाती है कि न शब्द रहता है, न ज्योति; न प्रतीति रहती है, न प्रक्रिया।
bindu jitna sakriy hoga, paridhi utni hi wishaltar hoti jayegi

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere