Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

nayika se bichhuDne par jala deti hai

uske nikat jane par shitalta pradan karti hai

is bala ne is prakar

vichitr aag kahan se payi ?

nayika se bichhuDne par jala deti hai

uske nikat jane par shitalta pradan karti hai

is bala ne is prakar

vichitr aag kahan se payi ?

  • विषय :
    اور 2 مزید

main jivit hoon isliye

ki uske saath sukh ke kuchhek din mainne bitaye

unhin ke sukhdayi kshnon ka smran kar

jivit hoon main

varna jivit nahin rah pati

main jivit hoon isliye

ki uske saath sukh ke kuchhek din mainne bitaye

unhin ke sukhdayi kshnon ka smran kar

jivit hoon main

varna jivit nahin rah pati

  • विषय : 1

agar wo mujhse bichhuDkar nahin jate

to ye samachar mujhe batao

priytam ke vapas aane ke ashvashan par

jo jite rahte hain, unse kaho

agar wo mujhse bichhuDkar nahin jate

to ye samachar mujhe batao

priytam ke vapas aane ke ashvashan par

jo jite rahte hain, unse kaho

  • विषय : 1

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए