jin logon ke man mein keshav ke kavya ke bare mein rukhepan aur panDitya ka bhram hai, unhen kadachit ye pata nahin hai ki keshav hindi ke uttar madhya yug ke kaviyon mein sabse adhik vyavharvid, lok kushal aur manushya ke svbhaav ke marmagya kavi hain.

manav ka roop aur tatsambandhi bhavna jo hamein ritikal mein dikhai deti hai, wo utthanshil samaj ki visheshata kadapi nahin ho sakti.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere