Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

jivankal mein atyadhik vriddhi ka paksh lene valon ke paas koi vastavik samadhan nahin hai. sivaye ye kahne ki jab samasyayen hamare samne ayenge, to hum unse nipatna seekh lenge. kuch ne kaha ki agar hamare samne jivankal bahut baDh jane se jansankhya ki samasya paida hogi, to hamein ek nishchit umr par pahunch jane ke baad dharti chhoDkar kisi dusre grah par bas jana chahiye.

abaadhit rahe to jansankhyaa guNottar anupaat me.n ba.Dhtii hai, kintu khaadya saamagrii gaNitiiy anupaat me.n hii ba.Dhtii hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए