he rajan! jiske hath, pair aur man apne wash mein hon tatha jo widwan tapaswi aur yashaswi ho, wahi tirthsewan ka phal pata hai jo pratigrah se door ho, jo apne pas jo kuch hai usi se santusht rahe aur jo ahankar rahit ho, wahi tirthan ka phal pata hai jo dambh aadi doshon se rahit ho, kartritw ke ahankar se rahit ho, alpahari ho aur jitendriy ho, wo sab papon se mukt hokar teerth ka phal pata hai jismen krodh na ho, jo satyawadi aur driDhawrti ho tatha jo sab praniyon ke prati atmbhaw rakhta ho, wahi teerth ka phal pata hai

manushya tiirthyaatraa se jis phal ko paata hai, use bahut dakshiNaa vaale agnishTom aadi yagyo.n dvaara yajn karke bhii ko.ii nahii.n pa saktaa।

sabse uttam tiirth kyaa hai? apnaa vishuddh man।

jahaa.n aap jaise satpurush baiThe hu.e hain, vah tiirth hii kahaa jaa.egaa।

tiirth-yaatraa punya kaarya hai। yah yagyo.n se bhii ba.Dhkar hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere