Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

iishvar apna roop pal pal badalta rahta hai. khushqismat hain ve jo use uske tamam rupon mein bhi cheenh sakte hain.

  • विषय : 1
quote

bhaagya se ba.Dhkar shakti kaun sii hai?

  • विषय :
quote

udyam na karne par bhii bhaagya dvaara niyojit puurv janmo.n me.n kiya hu.a karm shubhaashubh phal pradaan kartaa hai।

    اور 1 مزید
quote

jo sanaath hai, use uske hitaishii suhrid paap karmo.n se rokte hain। jo bhaagyavaan hai, vah manaa karne par us paap karm se ruk jaataa hai, parantu jo bhaagyhiin hai, vah us dushkarm se nahii.n ruktaa।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए