Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

parv ke samay mez ke aas paas batachit mein, hum pahle naam ke alava aur kuch nahin honge; dhire dhire hum pahchanhin ho jayenge, jab tak ki hum sudur piDhi ki vishal gumnami mein ghayab nahin ho jate hain.

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

manushya utsav- premii hote hain।

manushya utsav- premii hote hain।

  • विषय :
quote

manushya ke raslok ki raksha mein parvon ki akhanD yatra ki vidhayak bhumika rahi hai. bharatiy parv bharat ki svakiy pahchan ko ujagar karte hain.

laakh nihora karen, kritrimta se parv ka samjhauta nahin hota.

laakh nihora karen, kritrimta se parv ka samjhauta nahin hota.

  • विषय :
quote

jismen parv hon vahin parvat kahlata hai.

  • विषय : 1
quote

parv parv nahin hota yadi uske sparsh se man ki gaanth nahin khulti, mail nahin dhulti.

man parv sansparsh se nihal ho jata hai.

man ke star star par mail zami ho aur parv ka ayojan karne ke liye pani ki tarah paisa bahaya ja raha ho to parv aise ayojan se munh pher leta hai.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए