jo wyakti adhyatmik jiwan ke sthan par kritrim, yantrik jiwan ka waran karke tript nahin hota, uske bhitar parashn uthte hi rahte hain aur wo anuttarit prashnon ke aranya mein bhatakta hua kahin bhi shanti nahin pata hai

jahan tak mujhe yaad aata hai ki main hamesha gahre avsad se piDit raha jo meri kalakritiyon mein bhi jhalakta hai.

व्यक्ति का मन भी अजीब है कि वह अस्वीकृति या निषेध की ओर ही भागता है।
mujhe kisi ko udas karne ka haक़ nahin, halanki aise halat mein khush rahna beimani hai

udasinata bahudha apradh se bhi bhayankar hoti hai

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere