gandhi jayanti par jitna jhooth bola jata hai, utna kul milakar saal bhar mein nahin bola jata. dusre din jhooth bolne mein thoDa khatka lagta hai. 2 aktubar ko bekhatke jhooth bola jata hai. 2 aktubar ko asatya parv ke roop mein manana chahiye.

kuch ke zinda hone ka ehsaas sirf janm din par hota hai.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere