बात पुरानी है।
तब बस तीन ही रंग थे।
लाल, पीला और नीला!
लाल रहता था हर लज़ीज़ वस्तु में,
जैसे टमाटर, सेब, चेरी और आलूबुख़ारे।
पीले ने बनाया था सूरज को चमकदार
जो मुस्कुराकर देता था रोशनी लगातार।
आसमान भी नीला था और समुंदर भी।
पेड़ों से टपकती बारिश भी नीली ही थी।
तीनों पक्के दोस्त थे।
एक दिन उन्होंने कहा, “हमें और दोस्त चाहिए। चलो नए दोस्त बनाएँ।” और वे निकल पड़े दोस्तों की तलाश में।
लाल और पिला साथ चले
तो एक नया दोस्त मिला—नारंगी
पीले और नीले ने हाथ मिलाया
तो एक नया दोस्त मिला—हरा
लाल और नीले के पास आते ही
एक नया दोस्त मिला—बैंगनी
और इस तरह उन्होंने दुनिया को बना दिया दोस्ताना और रंगीन।
baat purani hai.
tab bas teen hi rang the.
laal, pila aur nila!
laal rahta tha har laziz vastu mein,
jaise tamatar, seb, cheri aur alubukhare.
pile ne banaya tha suraj ko chamakdar
jo muskurakar deta tha roshni lagatar.
asman bhi nila tha aur samundar bhi.
peDon se tapakti barish bhi nili hi thi.
tinon pakke dost the.
ek din unhonne kaha, “hamen aur dost chahiye. chalo ne dost banayen. ” aur ve nikal paDe doston ki talash mein.
laal aur pila saath chale
to ek naya dost mila—narangi
pile aur neel ne haath milaya
to ek naya dost mila—hara
laal aur nile ke paas aate hi
ek naya dost mila—baingni
aur is tarah unhonne duniya ko bana diya dostana aur rangin.
baat purani hai.
tab bas teen hi rang the.
laal, pila aur nila!
laal rahta tha har laziz vastu mein,
jaise tamatar, seb, cheri aur alubukhare.
pile ne banaya tha suraj ko chamakdar
jo muskurakar deta tha roshni lagatar.
asman bhi nila tha aur samundar bhi.
peDon se tapakti barish bhi nili hi thi.
tinon pakke dost the.
ek din unhonne kaha, “hamen aur dost chahiye. chalo ne dost banayen. ” aur ve nikal paDe doston ki talash mein.
laal aur pila saath chale
to ek naya dost mila—narangi
pile aur neel ne haath milaya
to ek naya dost mila—hara
laal aur nile ke paas aate hi
ek naya dost mila—baingni
aur is tarah unhonne duniya ko bana diya dostana aur rangin.
Videos This video is playing from YouTube
इंदु हरिकुमार
स्रोत :
पुस्तक : सारंगी (पृष्ठ 27)
रचनाकार : इंदु हरिकुमार
प्रकाशन : एनसीईआरटी
संस्करण : 2022
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.