घन घन मेघा घिर घिर आए
लेकिन बिन पायल खनकाए
लौट गाए बिन बरसे
और प्यासा मन तरसे
गरज-गरज के सोर मचाया
हर इक ब्याकुल मन को जगाया
धूप के मुखड़े पे कस गए बादल
छिप गया सूरज डस गए बादल
और पानी की आस में रह रह नैना निकले घर से
लौट गाए बिन बरसे
दीन दुखी का प्यार बदरिया
खेतों का सिंगार बदरिया
बंजर धरती सोना कर दे
भूखे तन में जीवन भर दे
इनके लिए हर बूँद है रोटी, गिरती जो अंबर से
लौट गाए बिन बरसे
मेघ तो हैं आकाश का गहना
जब जी चाहा इनको पहना
माँग भरी बिजुरी की चमक से
चमकी तो जी रह गया धक से
थर-थर जियरा काँप गया और पंछी छिप गए डर से
लौट गाए बिन बरसे
ghan ghan megha ghir ghir aaye
lekin bin payal khankaye
laut gaye bin barse
aur pyasa man tarse
garaj garaj ke sor machaya
har ik byakul man ko jagaya
dhoop ke mukhDe pe kas ge badal
chhip gaya suraj Das ge badal
aur pani ki aas mein rah rah naina nikle ghar se
laut gaye bin barse
deen dukhi ka pyaar badriya
kheton ka singar badriya
banjar dharti sona kar de
bhukhe tan mein jivan bhar de
inke liye har boond hai roti, girti jo ambar se
laut gaye bin barse
megh to hain akash ka gahna
jab ji chaha inko pahna
maang bhari bijuri ki chamak se
chamki to ji rah gaya dhak se
thar thar jiyra kaanp gaya aur panchhi chhip ge Dar se
laut gaye bin barse
ghan ghan megha ghir ghir aaye
lekin bin payal khankaye
laut gaye bin barse
aur pyasa man tarse
garaj garaj ke sor machaya
har ik byakul man ko jagaya
dhoop ke mukhDe pe kas ge badal
chhip gaya suraj Das ge badal
aur pani ki aas mein rah rah naina nikle ghar se
laut gaye bin barse
deen dukhi ka pyaar badriya
kheton ka singar badriya
banjar dharti sona kar de
bhukhe tan mein jivan bhar de
inke liye har boond hai roti, girti jo ambar se
laut gaye bin barse
megh to hain akash ka gahna
jab ji chaha inko pahna
maang bhari bijuri ki chamak se
chamki to ji rah gaya dhak se
thar thar jiyra kaanp gaya aur panchhi chhip ge Dar se
laut gaye bin barse
स्रोत :
रचनाकार : अनु रिज़वी
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.