buDha hone ka arth phika paDna hai, paradarshi banna hai.

manushya jiwan ka uddeshya atmdarshan hai aur uski siddhi ka mukhya ewan ekmatr upay paramarthik bhaw se jeew matr ki sewa karna hai, usmen tanmayta tatha adwait ke darshan karna hai

durghatna ho jane par samajik vargon aur sansthaon mein paraspar sambandh achanak paradarshi ho uthte hain.

paradarshita yadi koi mulya ho to bhi manak nahin ho sakta.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere