Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

dhoop kitni kroor hai

jis ghar mein koi mar gaya

usi ke angan mein khil aati hai

chaand har shaam pasar aata hai chhaton par

matam ki tarah.

dhoop kitni kroor hai

jis ghar mein koi mar gaya

usi ke angan mein khil aati hai

chaand har shaam pasar aata hai chhaton par

matam ki tarah.

  • विषय :
    اور 2 مزید

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए