Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

quote

purnchandr ke aalok ko parast kar parwat ke upar taragan chamakte rahte hain uska roop dekhne mein hi to anand hai

  • विषय : 1
    اور 3 مزید
quote

chandroday dekhkar aha kitna sundar hai, aisa na kahne vale log kam hi hain, kintu, un sabhi ko chaand ki madhuri nahin mil pati hai.

    اور 1 مزید
quote

chaand ke paas aisa koi divya rasayan hai, aisa koi jaman hai, jisse wo dhoop ko chandni mein rupantrit kar deta hai. bechara surya! uske paas aisa koi jaman nahin.

ye kitni ajib baat hai ki chaand ka parkash uski apni cheez nahin. suraj ki dhoop hi chaand ke dharatal se takrakar chandni ban jati hai.

dhoop ka chandni mein to anuvad ho sakta hai, par chandni ka dhoop mein nahin. vaise hi, jaise doodh se dahi to ban sakta hai, par dahi se doodh nahin.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए