yadi chaltau qism ke sahitya ki maang aur parchar adhik hai to usse ye nishkarsh nahin nikalta ki dusre qism ka sahitya asamajik aur aikantik hai balki ye ki jansadharan ka star prauDhta ka star nahin. aisi dasha mein sadharnikran ya shayad nimnastrikran !—par adhik zor dena prauDh evan gambhir sahitya ki sambhavnaon ko kunthit karna hoga.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere