Font by Mehr Nastaliq Web

پر

kahi rahim sampatti sage, banat bahut bahu reet.

bipti kasauti je kase, tei sanche meet॥

taruwar phal nahin khat hain, sarwar piyahin na pan

kahi rahim par kaj hit, sanpti sanchahi sujan॥

  • विषय :
    اور 1 مزید

jaal pare jal jaat bahi, taji minan ko moh.

rahiman machhri neer ko tau na chhanDati chhoh॥

thothe badar kvaar ke, jyon rahim ghahrat.

dhani purush nirdhan bhe, karen pachhili baat॥

    اور 2 مزید

dharti ki si reet hai, seet ghaam au meh.

jaisi pare so sahi rahe, tyon rahim ye deh॥

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए