Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

apne akelepan ko toDkar

do tukDe kar lo

tumhare paas aa jayega

ek aur akelapan.

apne akelepan ko toDkar

do tukDe kar lo

tumhare paas aa jayega

ek aur akelapan.

jitni baar milta hoon tumse

utni baar akela ho jata hoon.

jitni baar milta hoon tumse

utni baar akela ho jata hoon.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید

yuddh bhumi mein naye ghuDasvar ko

ghoDa niche girakar bhaag jata hai.

aise logon ki mitrata ki apeksha

akelapan sau guna achchha hai

yuddh bhumi mein naye ghuDasvar ko

ghoDa niche girakar bhaag jata hai.

aise logon ki mitrata ki apeksha

akelapan sau guna achchha hai

akelapan kuch kuch vaisa hi hota hai jaise kisi akeli chinti ka divar par sarakna.

akelapan kuch kuch vaisa hi hota hai jaise kisi akeli chinti ka divar par sarakna.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए