naron ko ya mantron ko khokhla kahne ka faishan hai, lekin jin naron se lakhon log rahat ya sansani mahsus karen, unki samiksha vichar ke dharatal par karna zaruri ho jata hai. (vichar akhir kya hai? chatkharon aur bikhre betukepan mein tuk khojna hi to vichar hai. ) sattar ke dashak mein shrimti gandhi ne ja vampanthi nare desh ko diye, unhonne ek aspasht si vicharadhara ke sootr mein desh ko bandhe rakha.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere