Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

vaibhavarhit vyakti

ek na ek din

ban sakta hai vaibhavshali

lekin! jinke hriday mein daya nahin

unka uddhaar ho sakta kabhi nahin

vaibhavarhit vyakti

ek na ek din

ban sakta hai vaibhavshali

lekin! jinke hriday mein daya nahin

unka uddhaar ho sakta kabhi nahin

  • विषय : 1

dusron se hil milkar

prasannata se jo nahin rah sakte

unke liye ye baDa vishv,

din mein bhi

raat ke sadrish andhkarmay dikhega

dusron se hil milkar

prasannata se jo nahin rah sakte

unke liye ye baDa vishv,

din mein bhi

raat ke sadrish andhkarmay dikhega

  • विषय : 1
    اور 1 مزید

uunche ohde se

niche girnevale log—

sar se gire hue balon ke sadrish hain

uunche ohde se

niche girnevale log—

sar se gire hue balon ke sadrish hain

  • विषय : 1

jo svapn mein bhi mangnevalon ko

nahin nahin kahte

unse yachana karna

daan dene ke barabar hai

jo svapn mein bhi mangnevalon ko

nahin nahin kahte

unse yachana karna

daan dene ke barabar hai

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए