Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

akhir itni bheeD

kyon laga rakhi hai iishvar ne duniya mein

jis taraf sir jhukao

kripa karne khaDe ho jate hain.

akhir itni bheeD

kyon laga rakhi hai iishvar ne duniya mein

jis taraf sir jhukao

kripa karne khaDe ho jate hain.

  • विषय : 1

chaah chhoDo,

chaharhit iishvar se prem karo

us bhagvan ko praapt karne ka maarg vahi hai

chaah chhoDo,

chaharhit iishvar se prem karo

us bhagvan ko praapt karne ka maarg vahi hai

  • विषय :
    اور 1 مزید

a ka sthaan

sabhi akshron ki aadi mein hai

usi prakar lok ka aadi to aadi bhagvan hai

a ka sthaan

sabhi akshron ki aadi mein hai

usi prakar lok ka aadi to aadi bhagvan hai

  • विषय :

uske pyaar mein

pa leta hoon apna iishvar

aur use kho deta hoon.

uske pyaar mein

pa leta hoon apna iishvar

aur use kho deta hoon.

  • विषय : 1

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए