Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

uu.nche kul ke kaara.na.ai, braahman koy n hoy।

ja.u jaanahi brahm aatma, raidaas kahi braahman soya||

  • विषय : 1

janam jaat mat puuchhi.e, ka jaat aruu paat।

raidaas puut sab prabhu ke, ko.e nahi.n jaat kujaata||

raidaas ik hii buu.nd so, sab hii bhayo vitthaar।

murkhi hai.n to karat hai.n, baran avran vichaara||

raidaas braahma.n mati puuji.e, ja.e hovai gun hiin।

puujihi.n charan cha.nDaal ke, ja.u hovai gun praviina||

jaat paa.nt ke pher ma.nhi, urjhi rah.i sab log।

maanushata kuu.n khaat ha.i, raidaas jaat kar roga||

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات